
मेरी ज़िन्दगी मेरा ख्वाब हैं
न सवाल बन कर मिला करो , न जवाब बन कर मिला करो ,
मेरी ज़िन्दगी मेरा ख्वाब हैं , मुझे ख्वाब बन कर मिला करो ,
हिंदी और उर्दू शायरी – सवाल शायरी – न सवाल बन कर मिला करो
Meri zindagi mera khwab hain
Na sawaal ban kar mila karo, na jawab ban kar mila karo,
Meri zindagi mera khwab hain, mujhe khwab ban kar mila karo,
urdu and hindi shayari , sawaal shayari – Na sawaal ban kar mila karo
मुझे तुम याद आते हो
हमें अब खो कर कहते हो मुझे तुम याद आते हो ,
किसी का हो के कहते हो मुझे तुम याद आते हो
न पूछ तू उस की बदनसीबी का आलम ,
के सब कुछ खो के कहते हो मुझे तुम याद आते हो
हिंदी और उर्दू शायरी – याद शायरी – हमें अब खो कर कहते हो मुझे तुम याद आते हो
Mujhe Tum Yaad Atey Ho
Humain ab kho kar kehto ho mujhe tum yaad atey ho,
Kissi ka ho ke kehto ho mujhe tum yaad atey ho
Na pooch tu us ki badnaseebi ka aalam,
Ke sab kuch kho ke kehta hai mujhe tum yaad atey
urdu and hindi shayari , yaad shayari – Humain ab kho kar kehto ho mujhe tum yaad atey ho
वो तमना तुम्ही हो
मालूम होता है भूल गए हो शयद
या फिर कमाल का सबर रखते हो
हम जिस से ज़िंदा हैं वो तमना तुम्ही हो
हम जिस में बस रहे हैं वो दुनिया तुम्ही हो
हिंदी और उर्दू शायरी – तमना शायरी – हम जिस से ज़िंदा हैं वो तमना तुम्ही हो
Wo Tamana Tumhi Ho
Maloom hota hai bhul gye ho shyad.
Ya phir kamal ka sabar rakhte ho.
Ham jis say zinda hain woh tamana tumhi ho.
Hum jis mein bus rahein hain wo dunia tumhi ho.
urdu and hindi shayari , tamana shayari – Ham jis say zinda hain woh tamana tumhi ho
वो शख्स देर तक सोया नहीं
ग़म की बारिश ने भी तेरे नक़्श को धोया नहीं
तुम ने मुझे खो दिया मेंने तुझे खोया नहीं
नींद का हल्का गुलाबी सा खुमार था उस की आँखों में
यूं लगा जैसे वो शख्स देर तक सोया नहीं
जानता हूँ एक ऐसे शख्स को में भी मुनीर
ग़म से पत्थर हो गया मगर कभी रोया नहीं
हिंदी और उर्दू शायरी – ग़म शायरी – ग़म की बारिश ने भी तेरे नक़्श को धोया नहीं
Wo Shaksh Dair Tak Soya Nahi
Gham ki barish ney bhi tere naqsh ko dhoya nhi
Tumne mujay kho diya mein ne tujay khoya nhi
Neend ka hlka gulaabi sa khumar tha us ki aankhon mein
Yoon laga jaisay woh shaksh dair tak soya nhi
Janta hon aik aisay shakhs ko mein bhi muneer
Gham se pathar ho gaya magr kabi roya nhi